Game · Puzzle
Kalti Maar
Desi traffic jam mein phanse ho? Dimaag lagao, kalti maaro!
Coming soon
- Price
- Free (ads ke saath)
- Version
- 1.0
- Size
- 9
- Made by
- Bharat Creative Lab
About Kalti Maar
Kalti Maar ek desi traffic puzzle game hai. Auto, taxi, bus aur beech sadak par baithi gaay ke beech aapki gaadi phansi hai. Sahi gaadi par tap karo, raasta saaf karo aur kam se kam chaalon mein apni gaadi nikaalo! Shehar ke jam se lekar jungle safari, pahadi barf, registan aur barsaat tak, poore Bharat ki sair. Chhote levels, har umr ke liye, English aur Hindi dono mein.
What's new · v1.0
Pehla version: 50 missions, Daily Jam aur Endless mode.






